2021
Main Mandir Dekhna Pasand Karta Hoon
May 2021


“Main Mandir Dekhna Pasand Karta Hoon,” For the Strength of Youth, May 2021.

Sanichar Sabere ke Sabha

Main Mandir Dekhna Pasand Karta Hoon

Kuch Bhaag

Tasveer
mandir

Main jaanta hoon ki Prabhu ki mandirein pavitr sthaan hain. Mandiron ki baat karne mein aaj mera uddeshye hai aapki ur apni ichcha ko badhana aur yogya hona aur hamare liye aane wale mandir ki anubhavon ke liye badhe hue avsaron ke liye taeyaar hona hai. …

Yadi aapko ya mujhe mandir mein aparyapt rup se shuddh jana chahiye, hum Pavitra Aatma ki shakti, mandir mein praapt Rakshak ke baare mein aadhyatmik shiksha ko dekhne mein saksham nahin honge.

Jab hum is tarah ki shikshan praapt karne ki yogye hain, to hamare mandir ki anubhav ki madhyam se hamare jeevan bhar aasha, khushi aur ashavad ka anubhav ho sakta hai. Yeh aasha, khushi aur ashavad kewal pavitra mandiron mein kiye gaye dharamvidhiyon ki madhyam se uplabdh hain. Mandiro mein hi hum pyaar bhare parivaarik sambandh ka ashuwaasan praapt kar sakte hai jo maut ke baad bhi jaari rahega aur anantta tak rahega.

… Aur hum jaante hain ki hamari anant khushi hamari puri koshish karne par nirbhar hai ki hum apne bhaai bandhuwon ko isi tarah ka hamesha ki khushiyaali de sakein.

Main wahi ichcha rakhta hoon jiwit pariwaar ke sadasyon ko amantrit karne me safal hone me taaki unhe yogye banaun aur mandir ke seal karne waale dharamvidhiyon ka samaan karaun. Yeh antim dinon me vaada kiye Israel ka veil ke dono or ikattha hone ka bhaag hai.

Tasveer
Salt Lake Mandir ka navikaran

Chaapo