2023
Kya Hamen Abhi Purn hone ki Aavashyakta hai?
February 2023


Kya Hamen Abhi Purn hone ki Aavashyakta hai? For the Strength of Youth Feb. 2023

For the Strength of Youth Har Mahine Ka Sandesh, February 2023

Kya Hamen Abhi Purn hone ki Aavashyakta hai?

Tasveer
ek jawaan purush dharamshaastr padhe hai

Emily E Jones ke dwara tasveerein

Dharaamshaastr likha ge raha hum long ke ashish dewe aur protsaahit kare ke kostin, aur woh yahi karte hai. Lekin kya aap ne dekha hai ki kabhi na kabhi ek pesaj dikhega jon hum long ke yaad karaai hum long sab jaruri cheej nahi karta hai? Udharaan ke liye: “Isliye chaahiye ki tum sidh(purn) baano, jaesa tumhara Pita sidh hai.” (Matthew 5:48). Ih aagya se, hum long mangta sab kuch chodh chaadke aur u sab baat pe amal bhi nahi kare. Ayse lage ki aisan seleschial goal ke paana namumkin hai. To bhi Prabhu koi aysa aagya nahi dega jiske baare me Woh jaanta hai ki hum long kar nahi sakenge.

Tasveer
baarish mein chhaata liye jawaan mahila

Moroni chirori karta hai “Haan, Masih ke paas aao, aur usme purn (usi ki tarah) ho jaao. “Parmeshwar se apni saaree shakti, mann aur shakti se prem karo, tab … uske anugrah dwara tum Masih mein siddh ho sakte ho” (Moroni 10:32; pe zor diya gaya). Sachchi purnata ke liye hamari ekmaatr aasha ise swarg se uphaar ke roop mein praapt karne mein hai—ham ise “kamaa” nahin sakte.

Tasveer
kutte ke saath chadhaee chadhtee hui jawaan mahila

Ishu ke alaava, is saansaarik yaatra mein ham koi trutiheen pradarshan nahin kar rahe hai, isliye nashvarata mein aaie nirantar sudhaar ke liye prayaas karen aur apni aur dusron ki atyadhik apekshaon se bachein.

Tasveer
toophaani samudr par jahaaj

Agar hum long koshish karte rahenge, tab anantta me kisi jagah pe hum long ke shudhta ka ant hoga aur hum sampurn(perfect) ban jaaenge—jo ki Naya Niyam me paaya jaane waala arth hai perfekshan.

Chaapo