2011
Kritigyata ka Ek Chunaoti Lijiye
December 2011


Yuva

Kritigyata ka Ek Chunaoti Lijiye

Hum sirf apne ashirvaadon—ko ginne ki baate na kare par use karein bhi! 100 cheezon ki suchi banae jiske liye tum abhaari ho. Agar aysa karna bahut zyaada lagta hai, to yeh kijiye:

  1. 10 shaaririk gunon for likhein jiske liye tum abhaari ho.

  2. 10 vaastavik sampatiyon ko likhe jiske liye tum abhaari ho.

  3. 10 jiwit logon ke naam likhe jinke liye tum abhaari ho.

  4. 10 mrit logon ke naam likhe jinke liye tum abhaari ho.

  5. 10 prakritik cheezon ke naam likhe jiske liye tum abhaari ho.

  6. Aaj ke baare mein 10 baat likhe jiske liye tum abhaari ho.

  7. Dharti par 10 jaghaaon ke naam likhe jiske liye tum abhaari ho.

  8. 10 aaj ke naye avishkaaron ko likhiye jinke liye tum abhaari ho.

  9. 10 prakaar ke bhojan ke naam likhe jinke liye tum abhaari ho.

  10. Susamachaar ke baare mein 10 baatein likhe jiske liye tum abhaari ho.

Jab hum aysi suchi tayyaar kar lenge, hum jaan paaenge ki 100 ki ek suchi mein Parmeshwar ke diye cheezon ki sirf shuruaat hui hain.