2013
Shaanti, Tham Ja
March 2013


Pratham Adhyakshta ka Sandesh, March 2013

Shaanti, Tham Ja

Tasveer
Pradhaan Thomas S. Monson

Ek din kuch saal pahale, daftar ke kaam ke baad, Maine ek buzurg vidhwa ko bhent karne ka ek khaas ehsaas ko mehsoos kiya tha jo Salt Lake Shahar ke ek brid dekhrekh sthaan par mariz thi. Main waha tak sidhe caar se gaya.

Jab main uske kamre mein gaya, maine use khaali paya. Maine uske baare mein pucha ki kaha wah ho sakti thi aur lounge sthaan ki or le jaya gaya. Yaha maine is pyari vidwa ko uske bahan aur dosre mitra ke saath bhent kartey paya. Humne saath mein achchi waartalaabh kiya.

Jab hum baatein kar rahe the, ek aadmi us kamre ke darwaaze par aaya taaki waha rakhe sharbat ki machine se ek can sharbat le sake. Usne meri or dekha aur kaha, “Kya, tum Tom Monson ho.”

“Ha,” maine jawaab diya. “Aur tum ek Hemingway ki tarah dikhte ho.”

Usne batlaya ki wah Stephen Hemingway hi tha, Alfred Eugene Hemingway ka putra, jo meri salaahakar ki tarah kaam kar chuka tha jab main bishop tha kai saal pahale aur jise main Gene kahata tha. Stephen ne mujhe batlaya ki uska pita bhi waha tha aur maut ke gareeb. Gene mere naam ko yaad kar rahi thi, aur parivaar tumhe batlaana chahate the magar telephone nambar hi nahi tha.

Maine turant hi aagaya liya aur Stephen ke saath apne pahale ke salaahakaar ke kamre mein upar gaya, jaha uske aur bhi bachche ikattha hue the, kai saal pahale uski patni guzar chuki thi. Parivaar ke sadasyon ne mera Stephen ko lounge sthaan mein milna Swarg ke Pita ke mahaan ichcha ki tarah kaha taaki main unke pita ko guzarne se pahale milta aur uske pukaar ka jawaab deta. Maine yah bhi mahesoos kiya ki yahi waja tha, Stephen ko usi kamre mein aane ka jaha wah bhent kar raha tha, main nahi jaan pata ki Gene bhi wahi usi sthaan par thi.

Humne use ashirwaad diya. Shaanti ki aatma thi waha. Uska bhent achcha tha, jiske baad main chala gaya.

Dosre subeh phone se pata chala ki Gene Hemingway guzar chuka tha turant hi— 20 minaton mein apne putra aur mujh se ashirwaad lene ke baad.

Maine Swarg ke Pita ko mann mein hi prarthna se dhanyewaad diya uske maargdarshan ke prabhaao ke liye, jisse main dekhbhaal sthaan par bhent karne gaya tha aur jo mujhe mere priye mitra Alfred Eugene Hemingway tak le gaya tha.

Main Gene Hemingway ki us shaam ke soch ko yaad karta hoon— ki jab humne Aamta ko mahesoos kiya tha, vinamrata se prarthna mein bhaag liya, aur purohiti ke aashirwaad ko batlaya —jiske shabdon ko “Master, the Tempest Is Raging” ke bhajan mein batlaya gaya hai:

Linger, O blessed Redeemer!

Leave me alone no more,

And with joy I shall make the blest harbor

And rest on the blissful shore.

I still love that hymn and testify as to the comfort it offers:

Whether the wrath of the storm-tossed sea

Or demons or men or whatever it be,

No waters can swallow the ship where lies

The Master of ocean and earth and skies.

They all shall sweetly obey thy will:

Shaanti, tham ja.1

Ansoo aur musibaton se, dar aur gamom se, pyare logon ko khone ke dar se, dil ke pida aur akelepan se, yaha par vaada hai ki jiwan anth tak ka hai. Humare Prabhu aur Uddhaarkarta is ke jiwit gawahi hai ki aesa hi hai. 2 Uske shabdein jo likhein hai zaroori hai: “Chup ho jaao, aur jaan lo ki main hi Parmeshwar hoon” (Psalm 46:10). Main is sachchaai ka gawahi deta hoon.

Vivaran

  1. “Master, the Tempest Is Raging,” Hymns, no. 105.

  2. Dekhiye Richard L. Evans, “So Let Us Live to Live Forever,” New Era, July 1971, 18.

Is Sandesh Mein se Shikshan

Yah sandesh unke liye sahayak ban sakti hai jinhone apne kisi pyare ko khoya hai ya unke liye jo musibaton se guzar rahein hai. Pradhaan Monson ke sandeshon ke saath, in dharamsiddhaanton mein se ek ko saath mein batlaao, unke zarooraton ke hisaab se jinhe tum sikhlaao: Job 19:25–26; 1 Corinthians 15:19–22; Mosiah 24:13–15; Doctrine and Covenants 122:7–9. Agar prerit ho to, tum shaanti ke gawahi do jo tumhare musibaton mein Uddhaarkarta ne tumhe diya tha.

Chaapo