April 2013 Shaniwaar Subha ki Sabha Shaniwaar Subha ki Sabha Thomas S. MonsonSammelan mein SwaagatMain aapse niwedan karta hoon ki aap dhyaan dein aur apnaaye in sandeshon ko jo aaj aap sunenge. Taaki hum aysa karein hai mera prarthna. Boyd K. PackerIn Baaton ko Main Jaanta HoonMainne jo padha aur padhaya aur seekha hai, unmein se sabse anmol aur pavitra sachchaai jo main dena chahata hoon woh hai Uddhaarkarta Ishu Masih ki khaas gawahi. Dean M. DaviesEk Sthir BuniyaadHume Uddhaarkarta ka nimantran Uske paas jaane ka ko swikaar karna chahiye. Hume apne jiwan ko suraksha aur sthir buniyaad par banana chahiye. Elaine S. DaltonHum Hamare Swarg ke Pita ki Putriyaan HaiParmeshwar ki putri hone ke naate hum apne paristhitiyon aur anubhavon se vichitra aur alag hai. Aur phir bhi hamare bhumika avashyak hai—kyunki hum avashyak hai. Craig A. CardonUddhaarkarta Chama Karna Chahata Hai M. Russell Ballard“Yeh Mera Kaarye aur Mahima hai”Parmeshwar ne Apni shakti khule aam diya hai unhe jo Unke purohiti ko swikaar aur aadar karte hai, jisse vaada kiye gaye ashirvaad milte hai amaranshilta aur anant jiwan ke. Henry B. Eyring“Mere Paas Aao”Unke shabd aur Unke uddharan se, Masih ne dikhaya kaise hum Unke kareeb jaa sakte hai. Shaniwaar Shaam ki Sabha Shaniwaar Shaam ki Sabha Pradhaan Dieter F. UchtdorfGirjaghar Afsaron ka Samarthan Robert W. CantwellGirjaghar Auditing Vibhaag Suchna, 2012Ishu Masih ka Girjaghar Antim-dinon ke Santon ka ke Pratham Adhyakshta ke liye Brook P. HalesStatistical Report, 2012 Richard G. ScottGhar par Shaanti ke liyeEk mahan aashirwaad jo hum duniya ko de saktey hai woh hai Masih-kendriye ghar jahan susamachaar ki shakti sikhlaya jaata hai, vaada nibhaya jaata hai, aur bahot pyaar hai. Quentin L. CookVyaktigat Shaanti: Sachchaai ka Inaam HaiJiwan ke musibaton se bhi, kyunki Uddhaarkarta ke Praeshchit se aur Uske sundarta, sachchaai se jeene se vyaktigat shaanti ka uphaar praapt hoga. Stanley G. EllisPrabhu ka RaastaPrabhu ka raasta hai ki hum apne netaaon ke shikshan ko sune, sahi siddhanton ko samjhe, aur khud ko sanchalan kare. John B. DicksonSusamachaar ko Pure Duniya mein PahunchanaGirjaghar sthirta se aage badh raha hai duniya bhar mein desh se desh, sanskriti se sanskriti, logon se logon tak Prabhu ki ichcha aur Unke samay ke anusaar. David A. BednarHum Shudh Rehne mein Vishwaas Karte HaiShudhta ke kaanoon ke prati aagyakaarita maranshilta mein hamare khushiyaali ko badhaaega aur anantta ki or hamari pragati ko mumkin karega. Russell M. NelsonPrachaar kaarye ke Lahar ko PakadnaMain Parmeshwar aur Uske Putra, Ishu Masih ko dhanyewaad deta hoon, Punahsthaapna aur uski shakti ke liye jo duniya bhar mein sachchaai aur dhaarmikta ko tezi se badha rahi hai. Purohiti Sabha Purohiti Sabha Robert D. HalesPavitra Sthaanon par Mazbooti se Khade RahoHumare Parmeshwar ke dharamsiddhaanton par aagyakaari aur sthir khade rehne se, hum pavitra sthaanon par khade rehtey hai, ki Uska siddhaant pavitra hai aur badlega nahi. Tad R. CallisterPurohiti ki Shakti Ek Jawaan Purush meinLadke mein bhi usi tarah ka purohiti ki shakti hai jo us aadmi ke purohiti mein hai jab wah sachchaai se ki jaati hai. David L. BeckDekhrekh karne ki Tumhari Pavitra ZimmedaariTumne shakti, adhikaar, aur pavitra kartavvye paaya hai dekhrekh karne ka jab tum purohiti mein niyukt kiye gaye the. Dieter F. UchtdorfChaar PadwiyaanMain chaar padwiyaan bataaunga … woh padwi jo hamein apni vyaktigat bhumikaaen batlaaenge Parmeshwar ke anant yojna mein aur hamara sambhaavna purohiti rakhne waale ke rup mein. Henry B. EyringHum Sangathit HaiMain prarthna karta hoon ki hum jahan bhi rahe aur jo bhi hamare kartavvye ho Parmeshwar ki purohiti mein, hum lakshye mein sangathit rahenge susamachaar ko duniya mein faelaane ke liye. Thomas S. MonsonAao, Sabhi Parmeshwar ke PutronHum mein se har ek dharamshaastra ko saaodhaani se dhoondhe, apne jiwan ki yojna kisi lakshye se banaae, sachchaai ko gawahi ke saath sikhlaae, aur Prabhu ki sewa pyaar ke saath kare.