Bachchein
Duniya ko Aur Sundar Banana
Pradhaan Uchtdorf ne kaha jab mandir banti hai, Ishwar ki shakti ko woh dharti par badhaati hai aur duniya ko aur zyaada sundar sthaan banati hai. Niche diye gaye kuch sundar ashirwaadein hai jo mandir ne manushyon ko diya. Jab tum mandir jaane ke liye laayak rahoge, inmein se har ashirwaad tumhara hoga!
Ek sthaan jahan pyaar aur sundarta hai
Baptisma un logon ke liye jo jivit hone par baptisma nahin liye
Ek vivah jo aakhri dam tak chale
Bachche maata-pita se bandhe hamesha ke liye
Ek sthaan jahan Swarg ke Pita aur Ishu Masih ke baare mein sikha ja sake
Ek yogye, aagyakaari zindagi