2010
Ek Uchchi Sthaan se Nazar
August 2010


Yuva

Ek Uchchi Sthaan se Nazar

Yuva ki tarah tha tab mujhe San Diego California Mandir mein kai mauke mile mare huwon ke baptisma ko karne ke liye. Phirbhi mujhe hamesha achche anubhav mili, ek yaatra vishesht rup se mere dimaag mein spasht dikhaai diya.

Main 16 ki thi, aur meri choti bahan sirf 12 ki hui thi aur apne pehla yaatra mein mare hue logon ke liye baptisma karne ja rahi thi. Jabki yeh uska pehla samay tha, hum ne khatam ho jaane ke baad chalne ko socha mandir ke baahar chaaron or.

Mandir ke zameen par ek bagal kuch sthaane hai dur dekhne ke liye, to hum udhar chale gaye. Kyunki San Diego Mandir ek vyast highway ke bagal mein bani hai, jab tum us sthaan ke taak mein khade ho jaoge, tum vaastav mein niche highway ko dekhoge.

Mandir ke upari zameen par khade hone par us din mujhe zindagi mein ek nai anudrishye mili. Main duniya ke jald-chalti hui gaadhi ki or, bheerd se bhaari hui dukaane, aur abhirekhan se dhaki hui rasta ke signs ko niche dekh raha tha.

Wah us samay tha jab mere dimaag mein khayaal aaya ki: “Tum uski hissa nahin banna chahate; woh zindagi ke baare mein nahin.” Mujhe har waqt zindagi ke mahatva jo waapas Swarg ke Pita aur Uski tarah banne se gine ke baare mein sikhlaya gaya. Mujhe maalum hai ki mujhe duniya-daari ki cheezon ki zaroorat nahin hai us kaarye ko karne ke liye.

Mainne sundar mandir ki or murd kar dekha, aur main susamachaaar ka gyaan aur jo anudrishye usne mujhe diya par aabhari hui. Mainne yeh jaana ki mainne aowastith aur beimaan duniya ke beech mein, ek uchchi sthaan ko khada hone ke liye pa liya tha.

Us din mandir mein mainne Swarg ke Pita ko vaada diya ki main hamesha Us ki bagal mein kadha rahunga aur duniya ki or nahin. Koi phikar nahin jo kuch bhi duniya hamein kahe, hum use jhel sakte hai un vaadon ko nibhate hue jo humein banaya tha aur pavitra sthaanon par khade hone se (dekhiye D&C 87:8).