2010
Vishwaas aur Vyaktigat Neki ko Badhaana
August 2010


Visiting Teaching Message, August 2010

Vishwaas aur Vyaktigat Neki ko Badhaana

Is lekh ka adhyan karo, aur jaise uchit ho bahanon ke saath uspaar vichaar karo tumhare bhent dwara. Sawaalon ke madad se apne bahanon ko mazboot banaiye aur Sahayak Sanstha ko apne khud ki zindagi mein ek sakriye bhaag banaiye.

Relief Society seal

Vishwaas • Parivaar • Sewa

Dharamshaastron mein se

Isaiah 2:2–3; D&C 109:22–23; 110:8–10

Hamari Zimmedaari Mandir ke Bhakti ke Liye Laayak Banna

“Jo vaadein hum un dharam vidhi jo mandir mein praapt karte hai ke saath banate hai hamari Ishwar ke paas jaane ke liye pram-paatra ban jaati hai. Yeh vaadein hamein apne shakti aur anudrishye se bahut zyaada unnthan karte hai. Hum vaadon ko banate hai taaki hum bhakti raajye ko badhaane mein dikhla sakein. Hum vaada kiye gaye log ban jaate hai jab hum Ishwar ke vaadon ke niche hote hai. Saare vaada kiye gaye ashirvaad hamare hote hai jab hum vaadon ko imaandaari se nibhaate hai. …

“Girjaghar ki mahilaen mandir ke ashirvaad ko paane ke liye kya kar sakti hai?

“Uske Bhavishyevaktaaon dwara, Ishwar unhein amantrit karta hai jinhonne abhi mandir ke ashirwaadon ko praapt nahin kiya hai ko kuch bhi karne ke liye jo yogyata paane ke liye zaroori hai. Woh unhein dobara amantrith karta hai jo pehle se is ashirwaad ko praapt kar chuke hai taaki anubhav se dubara jitna zyaada ho sakein anand praapt kare, apne dirishti aur Uske anant yojna ko samajhne mein badhawa kar sakein.

“Hamein abhi ke mandir ke sifaarish ke liye laayak hona chahiye. Hamein mandir jaana chahiye apne parivaar ko saath mein bhandhne ke liye. Hamein mandir laut kar jaana chahiye jitna zyaada hamare paristithi se ho sakein. Hamein apne pyaare mare hue ko anant jiwan ke dharam vidhi ko praapt karne ka avsar dena chahiye. Hamein har waqt mandir jaane se dhaarmik shakti aur prakat hone ki kriya se anand prapt hoti hai. Hamein vishwaasi hona chahiye aur banna chahiye aur mandir ke vaadon ko nibhaana chahiye taaki praeshchit ke baad sabhi ashirwaad praapt ho.”1

Silvia H. Allred, pratham salahkaar Sahayak Sanstha maha adhyakshta mein.

Hamare Itihaas Se

Pradhaan Gordon B. Hinckley (1910–2008) ne Sahayak Sanstha ko padhaya ki mahilaaon mein kami hui mandiron mein ichcha se bhakti karne ke liye:

“Kirtland Mandir ke nirmaan ke dwara mahilaon ko apne porcelain ko chote-chote tukadon mein pis kar mandir ke deewaar par istemaal hone waali plaaster ke saath milane ko kaha gaya, jo suraj ke roshni aur chandrama ko kaed kar sakein aur us roshni se bhawan ke bhahargrati ko sundar kar sakein.

“Us samay, jab wahan par bahut kam rupaye the magar bahut bhaari vishwaas, mazduron ne apne shakti aur saadhan se Prabhu ke ghar ko banaya. Mahilaaon ne unhe bhojan diya, sabse achche jo woh tayyaar kar sakein. Edward W. Tullidge ne suchna diya ki jab mahilaen mandir ke veils ko sih rahi thi, Joseph Smith, unhe dekh raha tha, ne kaha, ‘achcha, bahanon, tum har waqt samay par rahati ho. Bahanen har achche kaarye mein pahela aur pramukh rahati hai. Mary ko sab se pehla punarujiwan mila; aur bahanein ab sab se pehla mandir ke andar kaarye ko karti hai’ …

“Nauvoo mein dubara, jab mandir ban raha tha, kuch mahilaon ne saath milkar mazduron ke liye kurte banaye. Is paristithi ke alawa un mein se bees ne Guruwaar, 17 March 1842, mein Bhavishyevakta ke godaam ke upari waale kamre mein ikattha hue.”2 Wahan se Sahayak Sanstha shuru hua.

Hum Kya Kar Sakte Hai?

  1. Kis sahara ka madad main apne bahanon ko tayyaar karne aur mandir jaane ke liye pradaan kar sakti hoon?

  2. Kis tarah main jald ke bahanon ka viraasat par udhhaaran dun jinhonne mandir ke ashirwaadon ko paane ke liye balidaan diya?

  3. Kis tarah main mandir ke ashirwaad ko paa sakti hoon?

Vivaran

  1. Silvia H. Allred, “Holy Temples, Sacred Covenants,” Liahona, Nov. 2008, 113, 114.

  2. Gordon B. Hinckley, “Ambitious to Do Good,” Ensign, Mar. 1992, 2.