2012
Jaanna Kya Kehna Hai
September 2012


Yuva

Jaanna Kya Kehna Hai

Agar tum ayesa mehsoos karo ki tumhe utna susamachaar ke vishye mein pata nahin hai ki dusron se baant sako, dharamshaastra ke in vaadon se dilaasa lo:

“In logon tak apne awaaz ko pahunchaao; un cheezon ko batlaao jo main tumhare mann mein deta hoon, aur tum logon ke saamne uljhoge nahin;

“Ki woh tumhe usi samay praapt hoga; haan, sabhi chan mein, jo kuch bhi woh kahega” (D&C 100:5–6).

“Madadgaar, jo Pavitra Aatma hai, jinhe Pita mere naam se bhejega, woh tumhe sabhi cheezon ko sikhlaaega, aur sabhi cheezon ko tumhe yaad dilaaega, jo kuch bhi mainne tum se kaha hai” (John 14:26).

Yeh mahaan vaadein hai, magar unhe paane ke liye, hamein apne bhaag ko pura karna hai. Is sandesh mein, Pradhaan Eyring ne hamein sikhlaya ki kis tarah: “Taeyaar rehna [susamachaar] ko baatne ke liye apne mann ko sabhi din susamachaar ki sachchaai se bharne se.” Tum kya kar sakte ho apne mann ko susamachaar ki sachchaai se bharne ke liye?

Chaapo