2016
Anant Khushyaali ko Baate
August 2016


Yuva

Anant Khushyaali ko Baate

Ek sabsa achcha cheez hai susamachaar ke bare mein ki woh uddhaar ki yojna ka jaankaari hai. Hamare paas ek shaandar mauke hai apne parivaar ke saath swarg jeevan ka. Woh jaankaari humko umeed mein madad karenga jab hum duniya se atiadhik bhari ko mehsoos karenga. Pradhaan Eyring sikhlata hai, “Hamare pyaare Swarg ke Pita hamare hriday ko jaanta hai. Uski prayojan hai ki humko khushyaali de (dekhiye 2 Nephi 2:25). Aur phir Usne Apne Putra ka taufe diya jo mumkin kiya woh khushi jo parivaar ki bandhit ko hamesha chalta rahenga. … Woh ek bhent hai jo har ek Parmeshwaar ke bachche ki adhikaar hai jab woh duniya mein aate hai.”

Woh ashirvaad awedaan hai hamare liye jo issi waqt jiwit hai aur jo guzzar gaye-magar sirf hamare madad se. Hamare purwa abhi issi waqt aatma ki duniya mein hai, humko intazaar karte hai unke naam ko tayyaar karein mandir ki dharam vidhiyaan ke liye kam karein unke liye. Magar kabhi kabhi kathin hote hai unke liye kam karne mein. Hum shayad kam mein laaga hua, ya hum mandir se dur hai waha jaane main.

Saobhaagye se, waha kai aur tarike hai hamare pitar ko madad karne mein, jaise ki parivaar ithihaasik kam(family history work), suchikaran, ya hamare mata-pita ke liye bachche ko dekhbaal karein taki woh mandir ja sakein. Madad karne se, hum Prabhu ki sewa karte hai aur umeed laate hai anant parivaaron unke liye jo parda(veil) ke dusre taraf hai.

Chaapo