2016
Parivaaron ko Saath mein Parvaarish Karna
August 2016


Shikshan Sandesh Bhent, August 2016

Parivaaron ko Saath mein Parvaarish karna

Prarthnashilta se is utpadan ka adhyan karein aur dhoondo jo batlana hai. Kaise “Parivaar: Duniya mein Susamachaar ka ek Aupchaarik Ghoshna” ko samajhna Parmeshwar mein vishwaas ko badha sakta hai aur tum jinki bhent shikshan ke dwara dekhbhaal karti ho ko ashirvaad dega? Aur zyaada jaankaari ke liye, dekhiye reliefsociety.lds.org.

Vishwaas, Parivaar, Sahayta

Ek “pati aur patni ke paas ek pavitra zimmedaari hai dusre ko pyaar aur dekhbhaal karna aur unke bachcho bhi.”1 “Ghar woh jagah hai jaha Parmeshwaar humko pyaar aur sewa sikhlata hai,” Pradhaan Russell M. Nelson, Barah Devduton ki pradhaan ne kaha hai.

“Hamare Swarg ke Pita chahate hai ki pati aur patni ek dusre se bharosa rakhna chahiye aur aadar karna aur apne bachcho ko pesh karna jaise ki woh Prabhu se rikhta hai.”2

Mormon ke Dharamshaastra mein, Jacob batlate hai ki jo pyaar pati apne patni ko deta hai, woh pyaar patni apne pati ke liye deta hai, aur woh pyaar jo donon apne bachcho ke liye hai wahi vaajah hai jo Lamanites ne ek taur mein weh nek hai Nephites se (dekhiye Jacob 3:7).

Ek achche tarike hai pyaar aur taalmel ko nimantran karein apne gharelu mein woh hai ki dayalu se baate karein apne parivaar sadasayon par. Dayalu se baate karna Pavitra Aatma ko laate hai. Bahan Linda K. Burton, Sahayak Sanstha ke maha pradhaan, ne hamse pucha ki sochiye: “Kitne baar hum sachmuch ‘dusre se dayalu se baate karte hai’?”3

Anye Dharamshaastra

Romans 12:10; Mosiah 4:15; Doctrine and Covenants 25:5

Jiwit Kahaniyaan

Elder D. Todd Christofferson Barah Devdut Purohit ne bachpan ki anubhav ko baata ek pyaara parivaar ki zarororatmand ke liye prabao kiya. Jab woh aur uski bhaaiyon ladke the, unke maa ko ek mul canser ki sajari hua tha jo unko bahut peedit tha apne daheen haath uthane mein. Ladke ke parivaar mein, waha par kai kapde ko ain karna tha, magar jab uski maa ain kiya, woh ruk jaati thi aur kamar mein jakar roti thi jab tak peeda deema parna ho jaata.

Jab Elder Christofferson ke pita jaan jaata hai ki kya ho raha tha, woh chup-chap se ek saal mein binna dopahad bhojan kiya taki woh paise ko bachcha sakein ek mashin karidh sakein taki ain ko asaan karein. Uski patni ke pyaar ke liye , woh ek uddharan kiya jo apne ladko ke liye parvaarish kiya parivaar mein. Is dayalu ki uddharan mein, Elder Christofferson ne kaha, “Mujhe nahi paata tha mera pita ki balidaan aur kaarye mera maa ke liye us samay mein, magar ab main jaan gaya hoon, main apne aap se kehta hoon, ‘Waha ek mahan admi hai.’”4

Vivaran

  1. “Parivaar: Duniya Mein Ek Aupchaarik Ghoshna,” Liahona, Nov. 2010, 129.

  2. Russell M. Nelson, “Salvation and Exaltation,” Liahona, May 2008, 8.

  3. Linda K. Burton, “We’ll Ascend Together,” Liahona, May 2015, 31.

  4. D. Todd Christofferson, “Let Us Be Men,” Liahona, Nov. 2006, 46.

Yeh Sochiye

Kaise ek dusre ko pyaar aur dekhbhaal karna Aatma ko nimantran karein hamare gharelu mein?

Chaapo