2016
Anant Paarivaarik Prem ka Umeed
August 2016


Pratham Adhyakshta ka Sandesh, August 2016

Anant Parivaarik Prem ka Umeed

Jin sab taohfo ko hamare pyaare Swarg ke Pita ne Apne bachcho ko pradaan kiya hai, sabse mahaan hai anant jeevan.(dekhiye D&C 14:7). Woh tohfa hai ki Parmeshwar Pita aur Uski Priye Putra ke saath hamesha ke liye parivaar ki tarah rahein. Sirf Parmeshwar ki mahaan raajyon mein, jo celestial hai, parivaarik jeevan ki prem ka vaada chalta rahega.

Hum sab umeed karte hai khushyaali se ek pyaari parivaaron mein rehne ki. Hum mein se kuch ke liye, woh—ek ehsaas hai jo humne nahin pratit kiya ek ehsaas hum jante hai ki mumkin hai magar abhi nahin sanpadit hai. Hum ne dusre ke jeevan mein dekha hai. Hum mein se kuch ke liye, parivaar ki pyaar dekhne mein aur sach aur anmol hai jab maut humko alag karte hai ek bachche se, ek maa se, ek pita se, ek bhaai se, ek bahan se, ya ek pyaara aur pyaari nana-nani se.

Hum sab ne emeed ko mehsoos kiya hai ki kisi din us parivaar ke sadasye ki prem ko dobara mehsoos kar sajenge jisse hum bahut prem karte hai aur ab taraste hai unko phir se gale se lagane ke liye.

Hamare pyare Swarg ke Pita hamare hriday ko jaante hai. Uski prayojna hai ki humko khushiyaali de (dekhiye 2 Nephi 2:25). Aur phir Usne Uske Putra ka tohfa diya jo mumkeen kar sakte hai parivaar ki bandhit ki khushiyaali ka jo hamesha chalta rahega. Kyunki Uddhaarkarta ne maut ki bandhan ko todhe, hum sab punarjiwit honge. Kyunki Usne hamare paapon ki praeshchit k, hum, hamare vishwaas aur pashchataap se, divye raajye ke laayak ho sakte hai, jahan parivaare hamesha ke liye saath mein pyaar se simit ho saktein hai.

Uddhaarkarta ne Bhavishyevakta Elijah ko bheja Joseph Smith par purohit ki chaabiyon ko punahstaapit karein (dekhiye D&C 110). Us chaabiyon ke saath bhandhne ki shakti bhi aaye the, Uske bahchon ke liye Parmeshwaar ne mahaan taufa bhent kiya tha—humesha ke liye anant jeevan parivaaron mein bandhe huwe.

Yeh ek bhent hai jo har ek Parmeshwaar ke bachche ko jo duniya mein aate hai avedaan karte hai. Aatma ki duniya mein se Uski aatma ke teesre bhaag ke bachchon ne Uski peshkash ko aswikaar kiya. Kami vishwaas ki karan se aur virodhi se, unhonne chunna ki woh kabhi nahi janenge us khushiyaali ko jo Swarg ke Pita ki taufa hai anant parivaaron ka.

Jo hum mein se ne kathin pariksha ko paas kiya maransheel jeev ked uniya mein aur laayak hai us maranshil sharir ki taufe ko prapt krne ke liye, jo anant jeevan ki mahan chunnao phir se hamare hi hai banane mein. Agar hum ko ashirvaad mila punahstaapit susmachaar ko dhoondhne mein, hum chunn sakte hai aur vaadon ko rakhte Parmeshwaar ke saath jo humko adhikaar karta anant jeevan ke liye. Jaise hum us vishwaasniyaata par tikke rahatey hai, Pavitra Aatma hamare umeed ko pakka aur nischayi karte hai ki hum anant jeevan ki raaste par hai, parivaaron ke saath hamesha rahe divye raajye mein.

Kai log itna nahi mehsoos kar sakte hai anant khushiyaali ko paane mein. Maata-pita, bachche, bhaaiyon, aur bahanon kai chunaotiyon kiye hai jo anant jeevan se ayogye karta hai. Tum ye sochoge ki kya tum bhi ayogye ho Ishu Maseeh ki Praeschit karne mein.

Parmeshwaar ki bhavishyevakta ne ek samay mujhe salah diya jisse mujhe shaanti mila. Mujhe pareshani hua ki dusre ki chunaotiyon se hamare parivaaron ko hamesha saath mein rehna ki namumkeen kar sakte hai. Usne kaha, “Aap galat samsya par chinta karte hai. Aap sirf divye raajy ke liye laayak rahe, aur parivaar ki vyavastha aur anokha honge jo aap nahi sochenge.”

Tum sab ko jiska vyetigat anubhav ya jiska vivah aur bachche—ya jeevansaathi ya bachche ki kami se—unki umeed ko kam karein, main apni gawahi deta hoon: Swarg ke Pita jaante hai aur aapko pyaar karte hai jaise ki Uski aatma bachche ka. Jab aap Uske aur Uski Priye Putra ke saath rehate hai is jeevan se pehle, Unhonne tumhare hriday mein ueed rakha ki tumhe anant jeevan milega. Ishu Maseeh ki Praeschit karna ki shakti se chalte hai aur Pavitra Aatma ki dekhbhal se, aap ab mehsoos kar sakte hai aur aanewaale duniya mein mehsoos karne mein parivaarke aane mein Pita ko pyaar karne mein aur Uski Ek Laute Putra jo chahate hai ki aap swikaar karein.

Main gawahi deta hoon ki jab aap laayak rahenge divye raajy ke liye, bhavishyesuchak ki vaadon jo “aur parivaar ki vyavastha aur anokha honge jo aap nahi sochenge” tumhare honge.

Is Sandesh Mein se Shikshan

Yeh sochiye shuruaat mein ki unse batlaye jo aap chote samay mein sikhlate hai ki jab aap bahut abhaari hai umeed hai anant parivaaron ke liye. Unko nimantran dena ki chote samay par vichaar karein ki jab unhe mehsoos hua abhaari se anant parivaaron ke liye. Unse puchiye ki agar woh baatna chahate hai. Aap phir se unse nimantran kar sakte hai ki sochiye kai tarike se sudhre aur laayak se jeeye divye raajy ke liye taki bhavishyesuchak vaada jo “parivaar ki vyavastha … aur anokha honge jo aap nahi sochenge” unke ho sakte hai.

Chaapo