Girjaghar Afsaron ka Samarthan
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum Thomas Spencer Monson ko Ishu Masih ka Girjaghar Antim-dinon ke Santon ka ke bhavishyevakta, paegambar, aur praktikarta aur Pradhaan hai ka samarthan karein; Henry Bennion Eyring ko Pratham Adhyakshta ke Pratham Salaahkaar; aur Dieter Friedrich Uchtdorf ko Pratham Adhyakshta ke Dusre Salaahkaar ke rup mein.
Jo sehmat hai woh prakat karein.
Jo asehmat hai, agar koi, to prakat karein.
Prastaavit kiya jaata hai ki hum Boyd Kenneth Packer ko Barah Devduton ke Parishad ke Pradhaan ke rup mein samarthan karein, aur inhein parishad ke sadasyon ke rup mein: Boyd K. Packer, L. Tom Perry, Russell M. Nelson, Dallin H. Oaks, M. Russell Ballard, Richard G. Scott, Robert D. Hales, Jeffrey R. Holland, David A. Bednar, Quentin L. Cook, D. Todd Christofferson, aur Neil L. Andersen.
Jo sehmat hai, kripya prakat karein.
Jo asehmat, usi tarah dikhlaaye.
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum Pratham Adhyakshta ke Salaahkaaron aur Barah Devduton ko bhavishyevaktaaon, paegambaron, aur praktikartaaon ke rup mein samarthan karein.
Jo sab sehmat hai, kripya prakat karein.
Jo asehmat hai, agar koi, usi sign se prakat karein.
Yeh bhi prastavit kiya gaya hai ki hum Elders John B.Dickson, Paul E. Koelliker, aur F. Michael Watson jo Sattaron ke Pehle Parishad ke sadasye hai ko mukt karein aur unhein sammaaniye Maha Adhikaariyaan niyukt karein.
Yeh bhi prastavit kiya gaya hai ki hum Elder Kent D.Watson ko Sattaron ke Dusre Parishad ke sadasyata se mukt karein.
Hum usi prakaar pehchaanenge aur abhaar prakat karenge Elders César H. Hooker aur Craig T. Wright jinhe unke Chetriye Sattaron ke sewa se mukt kiya jaata hai.
Jo hamare saath ho kar in Bhaaiyon ko abhaar prakat chahate hai unke bahumulye sewa ke liye, kripya prakat karein.
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum in Chetriye Sattaron ko samarthan karein: Julio A. Angulo, Peter F. Evans, aur Gennady N. Podvodov.
Jo sab sehmat kare, kripya prakat karein.
Jo asehmat, koi karte hai,
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum Randall L. Ridd jo Jawaan Purush maha adhyakshta ke dusre salaahkaar hai ko samarthan dein.
Jo sehmat hai, kripya prakat karein.
Koi asehmat ho, to dikhlaye.
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum anye Maha Adhikaariyon, Chetriye Sattaron, aur maha sahayak adhyakshtaon ka samarthan karein jaise vartamaan samay woh niyukt hai.
Jo sehmat hai, kripya prakat karein.
Koi asehmat kripya prakat karein.
Dhanyewaad, bhaaiyon aur bahanon, hamari or se tumhare samarthan math, tumhare lagataar vishwaas aur prarthna ke liye.