April 2014 Shaniwaar Subha ki Sabha Shaniwaar Subha ki Sabha Thomas S. MonsonSammelan mein Swaagat haiHum sab … apne vishwaas mein aur prastut kiye gaye sandeshon se sunne aur sikhne ki chaahat mein ek hoke. Jeffrey R. HollandChelapan ki— Ashirwaadein —aur KeematShaktishaali bano. Susamachaar ko vishwaasi hokar jeeo agar chaahe tumhare ird-gird ke log vishwaasi hi na ho. Ronald A. RasbandChelapan ke Khushi ke BhaarHamare netaoun ko banaye rakhna saobhaagye hai; yah vyaktigat zimmedari ke saath aata hai netaoun ke musibaton ko baatne ke liye aur Prabhu Ishu Masih ke chela banne ke liye. Carlos H. AmadoMaseeh Muktidaata hai[Muktidaata ke] balidaan ne hum sab ko ashirwaad diya hai, pehle insaan, Adam, se lekar saare antim maanav jaati ke liye. Linda S. ReevesAshleel Chitra se Bachaao—ek Maseeh-Kendrit GharDuniya ka sab se bada filtar … hai humare khud ke bhitar ka filtar jo prapt hota hai andar aur ant tak ke gawahi ke saath. Neil L. AndersenDhaarmik BawandareinTum bawandaron ko apne aap ko niche nahi karne do. Yeh tumhare din hai—Prabhu Ishu Maseeh ke chelon ki tarah mazbooti se khade raho. Henry B. EyringEk Anmol Viraasat ki AshaaJab tum chunnte ho ki Parmeshwar ke vaade ko banaaoge ya nibhaaoge, tum chunnte ho ki tum viraasat ke ashaa ko un tak pahuchaaoge ya nahi jo tumhare uddhaaran par chaltein hai. Shaniwaar Shaam ki Sabha Shaniwaar Shaam ki Sabha Dieter F. UchtdorfGirjaghar Afsaron ka Samarthan Kevin R. JergensenGirjaghar Auditing Vibhaag Suchna, 2013Ishu Masih ka Girjaghar Antim-dinon ke Santon ka ke Pratham Adhyakshta ke liye Brook P. HalesStatistical Report, 2013 Russell M. NelsonApna Dharam Zaahir KaroDin prati din, apne anant bhaagye ke maarg par, apna vishwaas badhaao. Apne vishwaas ki ghoshna karo! Apna dharam ko zaahir karo! Richard G. Scott“Mainne Tumhe Ek Uddharan Diya Hai”Sabse bada uddharan jo kabhi dharti par tha hai hamare Uddhaarkarta, Ishu Maseeh. … Woh hamein amantrit karta hai yeh sampurn uddharan par amal karne ko. Robert D. Hales“Yadi Tum Mujhe Se Prem Rakhte Ho, To Meri Aagyaoun Ko Manoge”Apne chunnao se paalan karne ka matlab hai “jo sahi hai wahi karna [aur jo] kuch parinaam ho hOne dena.” Claudio D. ZivicChalo Hum Galat Raasta Na LeinMain prarthna karta hoon ki hum raasta par gaur karna nahin chode taaki hum hamesha swarg se jude rahe. W. Craig ZwickTum Kya Soch Rahe ho?Mai tumse guzarish karta hoon ki yeh sawaal puchne ka prayaas karo, auron ke anubhav ke prati narm swabhaao dikhlate hue: “Tum kya soch rahe ho?” Quentin L. CookJadein aur DaaliyaanParivaar itihaas aur mandir kaarye ko hamare dinon mein furti se aage badhana zaroori hai parivaaron ke uddhaar aur unnati ke liye. Purohiti Sabha Purohiti Sabha Dallin H. OaksPurohiti ki Chaabiyaan aur AdhikaarPurohiti chaabiyaan mahilaaon tatha purshon ko nirdesh deti hai, aur purohiti dharamvidhiyaan aur purohiti adhikaar mahilaaon tatha purshon ke se taaluk rakhta hai. Donald L. HallstromKis Tarah Ka Vyakti?Kya pariwartan zaroori hai hamein kis tarah ka vyakti banne ke liye? Randall L. RiddChuni Hui PeedhiTum chune gaye the Uske kaarye ko karne ke liye is samay mein kyunki Wah vishwaas karta hai ki tum sahi chunaao karoge. Dieter F. UchtdorfKya Tum Punahsthaapna ke Kaarye mein Shaamil Rahoge?Bahut kuch daao par hai humari niji, parivaarik, aur Maseeh ke Girja mein agar hum is pavitra kaarye mein aadhe dil se mehnat karenge. Henry B. EyringEk Purohiti AadmiTum ek mahaan modal, ek saamaanye modal, ya ek bekaar modal ho sakte ho. Tum sochoge ki isse tumhe kuch fark nahin hoga, par Prabhu ko fark hoga. Thomas S. MonsonMajboot Raho aur ek Achche Himmat keHamare —hum sab —paas woh himmat rehni chahiye ki hum logpriye vichaar ka virodh kar sakein, nidarta purwak hamare siddhaanton ka bachaao karein. Maha Mahilaaon Ki Sabha Maha Mahilaaon Ki Sabha Rosemary M. WixomVaadon ko Nibhaane se Hamein Sahayata milti, Hume Taeyaar karti, aur Shakti milti haiHum sabhi vaadon-nibhaanewaali umra ki mahilaaen hai maranshil jiwan ke raaste par chalte hai Unke paas waapis jaane ke liye. Bonnie L. OscarsonBahanaapa: Hamein Ek Dusre ki Bahut Zaroorat HaiHamein apne bhinntaaon par gaur karna chodna chahiye aur dekhna chahiye hum mein kya saamaanye hai. Linda K. BurtonChahiye: Haath aur Hriday jo Kaarye ko Furti se Aage Badha SakeHum haathon se madad kar sakte hai aur hridayon se Swarg ke Pita ka ashcharyejanak kaarye ko furti se aage badha sakte hai. Henry B. EyringVachanbadh PutriyaanJis maarg … ko hamein lena hai Swarg ke Pita ke paas lautne ke liye … Parmeshwar ke saath kiye pavitra vaadon se dikhta hai.