2010-2019
Parmeshwaar par Apne Hriday ko Samarpan karna
October 2015


9:39

Parmeshwaar par Apne Hriday ko Samarpan karna

Jab hum apne aap ko Aatma se samarpan karte, hum Parmeshwaar ki tarike ko sikhte hai aur Uski aagya ko mehsoos karte hai.

Elder Dallin H. Oaks, ne April ki maha sammelan, mein kaha “ki hum apne vyaktigat jiwan ko sudhaar karein ki zarooratmand hai.”1 Main pesh karta hoon ki vyaktigat ko sudharne mein hriday ko badalne mein se shuruaat hote hai----jaaye koi bhi jiwan ki parikcha ho ya kai bhi paeda ho.

Main United States ki Deep South se aayi hoon, aur mere yuvak mein purane Protestant ki sangeet ka shabdon ne mujhe sachchaai chelapan ki hriday ko sikhlaya-jo ek badlaao hua. Is geet ko dyaan lagao, jo mujhe par bahut pyaara hai:

Prabhu, tumhari maarzi aap kya karein hamare jiwan mein!

Tumhari maarzi aap kya karein hamare jiwan mein!

Tu hamara Kumrah hai;

Hum to mithee hai.

Mujhe banae dena

Tumhari aagya se,

Mai shantipurvaak se intazaar karta hoon,

Aagya par samarpan aur shaant.2

Hum kaise ek adhunik, kaam mein lage hue, pratiyogi nivaassi ko aagya par samarpan aur shaant hai? Hum kaise Prabhu ke rah ko hamare rah banae? Mera vishwaas karta hoon ki hum Unke bare mein seekhne aur samajdaari ke liye prathna se hasil kar sakte hai. Jab humari bhaarosa Unke liye bhadhti rahi, hum apne dilon ko kholte hai, Unki aagya ko dhoonte hai, aur jawaabon ko jo hamein samajne mein madad karenge ko intazaar karte hai.

Mera hi khudh hriday badlaao hua jab mai, 12 saal ki thi, main Parmeshwaar ki talaash mein thi. Prabhu ka Prarthna ke siwaye par,3 main sachchmuch prarthna nahi jaanti thi. Mujhe ghutne chukana ko yaad hai, umeed tha ki main Uski pyaar ko mehsoos kar, aur puchte hai, “Aap kaha hai, Swarg ke Pita? Main jaanta hoon ki aap waha kahi hai, magar kaha?” Mera yuva ke saalon mein, main puchta tha. Main Ishu Maseeh ke thora sa vyavahar ki sachchaai ko dekha, par Swarg ke Pita, Uski gyaan se, ne mujhe 10 saalon ko intazaar karne di.

1970 mein, jab prachaarokon ne mujhe Pita ki uddhaar ka yojna aur Uddhaarkarta ki Praeschit ko sikhaya tha, meri intazaar samapt hui. Mai is sachchaai ko liya aur baptisma hua.

Prabhu ki dayalu aur shakti ki jaankaari se, mera pati, bachche, aur main ne is parivaar ki vyast vastu ko chunna: “Sab theek ho jaega.” Tab bhi hum kaise is shabdon ko dusre se batlaoge jab ghera mushkilon aate hai aur jawaabon sachchmuch praapt nahi hai?

Jab hamare dilchasp, yogye, 21-saalon ki beti, Georgia, ko aspataal mein dakhil karaya gaya jo naazuk haal-chaal mein thi ek baaik durghatna ke karan se, hamare parivaar ne kaha, “Sab theek ho jaega.” Jab mai turant havai jahaj se gayi hamare mission Brazil se Indianapolis, Indiana, tak uske saath rahene ke liye, mujhe apne parivaar ki vyast vastu par vishwaas tha. Jaise bhi, meri hawai jahaj ki sanpativaan se pahele hamare priye beti aatma ki duniya mein guzaar gayi. Afsos aur shauk se jo mera parivaar guzaar rahi thi ek bijli ki tarah, hum kaise dusre ko dekh sakein aur phir se bholenge, “Sab theek ho jaega.”?

Georgia ki maranshil maut ke baad, hamare dard peedha tha, humne koshish ki, aur aaj tak hamare paas woh dukh hai, par hum ne woh samjhauta ko maana ki koi sachmuch nahi maarte. Georgia ke sharir jab kriya se rukh gayi hamare dukh hone par bhi, humko vishwaas tha ki woh sidhe aatma jaisa jiyega, aur hum vishwaas karte hai ki hum uske saath phir jiyege swarg jiwan mein agar hum mandiron ki vaado ko maanenge. Humare Muktidata aur Uske Punaharsthaapna mein vishwaas par, Uske purohiti shakti mein vishwaas, aur anant bandhane mein vishwaas humare sachchaai ke saath humare neev ko batlana chahiye.

Pradhaan Gordon B. Hinckley ne kaha: “Agar tum apne sabse achcha karoge, sab theek ho jaega. Bhaarosa rakhiye Parmeshwaar par. … Prabhu tumhe kabhi nahi chorenge.”4

Hamare parivaar ki aadarsh vaakya ye nahi kahete, ”Ki turant hi sab theek ho jaega.” Hamare umeed ko batlati hai jo anant ki naatija mein hoga--abhi ka prabhao ki zaroorat nahi hai. Dharamashaastra batlata hai, “ki mehnaat se talaash karna, hamesha prarthna karna, aur vishwaas kariye, aur tumhare liye sab sab theek ho jaega.”5  Is ka matlab nahi hai ki sab theek hoga, par vineet aur vishwaasion, ko-donon swikaar karte aur aswikaar karte- saath se achche se hoge, aur Prabhu ki samay par. Hum Unko intazaar karenge, kabhi kabhi jaise Job ki pidhit ki tarah, jaante hai ki Parmeshwaar dukh ko achcha karega, aur sangathin karega: usko chot laagi, aur uski haathon pura ho gaya.”6 Ek vineet dil musibaton ko swikaar karte hai aur us theek aur pura hone par us samay ko intazaar karte hai.

Jab hum apne aap ko Aatma se samarpan karte, hum Parmeshwaar ki tarike ko sikhte hai aur Uski aagya ko mehsoos karte hai. Prabhubhoj ke samay par, jo main Sabbath ki hriday ko kehta hoon, mainne dekha ki mai paap ki chama ke liye prarthna karti hoon, ye mere liye bahut updeshak hai ki Swarg ke Pita se puchte, “Pita, kya aur hai?” Jab hum maann jaate aur sthir rahein, hamare dyaan us cheeze par aur honge jo hum chahate hai ki badlo-jo hamare yogyeta ko pratibhantak karte hai us aatmik ki anushaasan karein ya phir theek aur madad karein.

Uddharan mein, shayad maine apne andar kisi ke or nafrat chupa kar rakha hai. Jab mai puchti hoon kya kuch swikaarna hai wah “raaz” mere mann mei saaf ata hai. Asal mein, Pavitra Aatma dhire-dhire bolta hai, “Aap sachchaai se puche ki waha kai aur the, aur hi hai. Tumhari nakhushi tumhari bhadanti ko nichaa karega aur tumahari achche swast ki rishtedaaron ke liye ki shakti ko nuksaan karega. Tum is par jaane dena.” O, yeh bahut hi mushkil hai-hum uchit ko kafi mehsoos karoge hamare verbhao mein-par Prabhu ki raaste par samarpan karna sirf wohi raaste hai jo antim khushyaali deta hai.

Samay aur degrees se, hum Unke takat dayalu aur aadesh ko lete hai-shayad humko aksar se mandir par pramukh karta hai ya Uddhaarkarta ki Praeschit, ko aur ghera se sikhe ya ek dost, ek bishop, ek anubhavi vyakti salahakar, ya chahe ek dactar bhi jo hum raye kar sakein. Hriday ko theek karne mein se shuruaat ko hum Parmeshwaar ka aagya ko puri karna aur mahima karna.

Sachchaai mahima hota hai jab hamare hriday Pita aur Putr par hai. Hamare hriday ki kya haal-chaal hai aaj? Virodhabhaase dhang se, ek theek aur vishwaasi hriday ko hona hai, pahela humko Prabhu ke samne par kamzor hona. “Ab mere liye ek niraashaa hriday aur ek shokatr aatma ki bhali diya karo,”7 Prabhu ne prakat kiya. Is hriday ki balidaan se, ya hamare honge, Prabhu par humko aatmik rakhsha milenge jispar humko zaroorat hai.

Prabhu ki dayalu aur chama ki badhanti se, hum dekhenge hai ki hamare manmaana hriday dhire-dhire takrane lage aur aabhaar se kamzor lage. Tab hum Unpar pahuchte hai, apni juwaa unpar Ek Lauta Beta Prabhu ka utha le. Hamare tuta hua hriday par pahuchna aur sikhna, hum nai umee ko lete hai aur Pavitra Aatma se swachch shaasan milegi.

Maine kai baar koshish ki maranshil ki ichcha ko nikal diya jaaye taki hum apni raye khudh hi le paye, aant mein sochte hue ki mera raye kya-kammi hai, simeet hai, aur nichaa hai Ishu Maseeh ki raye par. “Uski raye us raaste hai jo khushiya lati hai is jiwan mein aur duniya aanewali ki anant jiwan mein .”8 Kya hum Ishu Maseeh ko pyaar kar sakte aur Uski raye ko khudd hi apne aap se pyaar karna aur apni kaarye-suchi se zyaada?

Koi sochta hoga ki who bahut se kami ho gaye aur kamzor ko mehsoos karte hai ki woh paapi kaarye ya duniyawali ki hriday ko chahata hai. Jaisebhi, Israel ki vaadon, hum kewal koshish nahi karoge aur apne khud hi badlaao. Agar hum sachchmuch Parmeshwaar se maange, Woh humko le jaaege jaha hum hai-aur humko aur banaenge jo hum kabhi soche nahi. Ek mashur shaastri pavitrata Robert L. Millet “ek swast lambi sudharne,” “santulit jo aatmik bhaorse hai Ishu Maseeh par hum theek karenge.”9 Is samachdaari se, hum Swarg ke Pita se kahonge:

Isi tarah se mera bharosa tumhara dekh-rekh mein,

Aur jaanti hai ki aap muhje pyaar karte hai,

Main karunga aap ki raye ek imandaari hriday se,

Main banunga jo aap chahate hai.10

Jab hum apne tuta hua hriday ko Ishu Maseeh par pesh karte hai, Woh hamare balidaan ko maante hai. Woh hamein manenge. Koi baat nahi ki hum hare, chot lage, aur aswikaar ko sahena lage, Uski daayalu aur theek hone se mahan hai sab mein. Sachchaai Uddhaarkarta par, hum bharose se kaha sakte, “Sab theek ho jaega.” Ishu Maseeh ke naam se, amen.

Vivran

  1. Dallin H. Oaks, “The Parable of the Sower,” Liahona,  May . 2015, 32.

  2. “Have Thine Own Way, Lord,” The Cokesbury Worship Hymnal, no. 72.

  3. Dekhiye Matthew 6:9–13.

  4. Gordon B. Hinckley, Jordan Utah South regional conference, priesthood session, Mar. 1, 1997; “Excerpts from Addresses of President Gordon B. Hinckley,” Ensign, Oct. 2000, 73 bhi dekhiye.

  5. Doctrine and Covenants 90:24.

  6. Job 5:18.

  7. 3 Nephi 9:20.

  8. “The Living Christ: The Testimony of the Apostles,” Liahona, Apr. 2000, 3; zor diya gaya.

  9. Robert L. Millet, After All We Can Do: Grace Works (2003), 133.

  10. “I’ll Go Where You Want Me to Go,” Hymns, no. 270.