Girjaghar Afsaron ka Samarthan
Bhaaiyon aur bahanon, Pradhaan Monson ne mujhe Maha Adhikaariyon aur Sattaron ke Chetra ke rup mein tumhare saamne samarthan karne ko kaha hai.
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum Thomas Spencer Monson ko Ishu Maseeh ka Girjaghar Antim-dinon ke Santon ka ke bhavishyevakta, paegambar, aur praktikarta aur Pradhaan ke rup mein samarthan karein; Henry Bennion Eyring ko Pratham Adhyakshta ke Pratham Salaahkaar; aur Dieter Friedrich Uchtdorf ko Pratham Adhyakshta ke Dusre Salaahkaar ke rup mein.
Jo sehmat hai woh prakat karein.
Jo asehmat hai to prakat karein.
Prastaavit kiya jaata hai ki hum Russell M. Nelson ko Barah Devduton ke Parishad ka Pradhaan niyukt karein aur us parishad ke in sadesyon ko: Russell M. Nelson, Dallin H. Oaks, M. Russell Ballard, Robert D. Hales, Jeffrey R. Holland, David A. Bednar, Quentin L. Cook, D. Todd Christofferson, Neil L. Andersen, Ronald A. Rasband, Gary E. Stevenson, aur Dale G. Renlund ko samarthan dein.
Jo sehmat hai, kripya prakat karein.
Jo asehmat usi tarah dikhlaaye.
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum Barah Devuton ke Pratham Adhyakshata ke salaahakaaron ko bhavishyevakta, paegambar, aur praktikarta ke rup mein samarthan karein.
Jo sehmat hai, kripya prakat karein.
Jo asehmat hai, agar koi, usi tarah se prakat karein.
Yah prastavit kiya gaya hai ki hum Maha Adhikaari Sattaron ke Elders Daniel L. Johnson, Jairo Mazzagardi, Kent F. Richards, aur Francisco J. Viñas ko unke mahaan sewa ke liye dhanyewaad detey hue mukht karein aur unhein sewamukht sthaan pradaan karein. Hum Elder Per G. Malm ke sewa ko likh rahe hai, jo 2016, July 26, ko guzar gaya tha. Hum Bahan Malm aur unke bachchon aur naati-poton se apna prem aur hriday se shok prakat kartein hain.
Jo hamare saath Bhaaiyon ki sewa ke liye abhaar ko abhivyakt karne ki ichcha rakhte hai, kripya prakat karein.
Yah prastavit kiya gaya hai ki hum in Chetriye Sattar ke Alan R. Walker ko mukht karein. Jo Bhaai Walker ke sewa ke liye abhaar ko abhivyakt karne ki ikcha rakhtein hain, kripa prakat karein.
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum in Chetriye Sattaron ka samarthan karein: Bhanu K. Hiranandani aur Sandino Roman.
Jo sehmat hai, kripya prakat karein.
Jo asehmat, koi karte hai.
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum Maha Adhikaariyon, Chetriye Sattaron, aur Maha Adhikaar Pradhaanon ka sarthan karein jaesa sangadith kiya gaya hai.
Jo sab semat karein, kripya prakat karein.
Jo asehmat hai, agar koi, usi tarah se prakat karein.
Pradhaan Monson, mat ko likha gaya hai. Hum unhein amantirith kartein hain jo ashemat hain kisi bhi sujhaao se ki apne stake adhikaariyon se sampart karein.
Bhaaiyon aur bahanon, dhanyewaad Girjaghar ke netaaoun ke liye humesha tumhare vishwaas aur prarthna mein.