October 2016 Maha Mahilaaon ki Sabha Maha Mahilaaon ki Sabha Jean B. BinghamMai Susamachaar ka Prakaash Apne Ghar mein LaungiBahan Bingham sikhlati hai ki hum susamachaar ke prakaash ko baant sakte hai kripa dikhane se aur anumaan na lagane se aur dayaluta ka uphaar khud mein viksit karne se. Carole M. StephensWoh Awwal Changaai ka SwamiBahan Stephen Uddhaarkarta ke changaai dene ki shakti ki gawahi deti hai hamare paapon se, auron ke galat karmon ke kaaran, aur maransheelta ke musibaton ke kaaran. Bonnie L. OscarsonShakti se Zimmedrion ko Swikaar karo, Zion ki BahanonBahan Oscarson bahanon ko sikhlati hai ki unhein vishwaas ki mahiloun ki tarah banne ke liye zaroori hai upar utna susamachaar ke khaas siddhaanton ko sikhne se aur gawahi banane se. Dieter F. UchtdorfChauthi Manzil, Aakhri DarvaazaPradhaan Uchtdorf bahano ko protsaahit karta hai vishwaas se jeene, achchi tarah dhoondhne, sachchaai se chalne, aur Parmeshwar ko apne pure hriday se dekhne ke liye. Shaniwaar Subha ki Sabha Shaniwaar Subha ki Sabha Dieter F. UchtdorfO Hamare Parmeshwar ki Yojna Kitni Badi!Pradhaan Uchtdorf hum se aagraah karta hai ki hum Swarg ke Pita ke uddhaar ke yojna ke sachchaaiyon ko mahatva dein aur unhe achambhe aur ashcharye se yaad kare. Robert D. Hales“Mere Piche, Chalo” Isaai Dharm Sambandhi ki Prem aur Sewa ke dwaraElder Hales ne aagya kiya ki jo Ishu Maseeh ka aagya karta hai unko ladai ki badle Isaai ka pyaar aur dayalu ko chaho, jo aatmik badhanti par madad karega. Carol F. McConkieAatma ki Imaandaar IchaBahan McConkie sikhlaati hai ki hamare prarthnaaon mein Ishwartav ke teenon sadasyon ko shaamil kiya jaata hai: hum Pitah se Maseeh ke naam mein prarthna karte hai Pavitra Aatma ke shakti ke dwara. Craig C. Christensen“Ek Chunna Hua Bhavishyedarshi Khada Karunga”Elder Christensen ne hamein yaad dilaaye hai ki Joseph Smith ki purvakatan mission jaise ki Punahsthaapna ki Bhavishyevakta se, hum phaal aur Punahsthaapna ki ashirvaad ko pasand karta hai. Juan A. UcedaPrabhu Ishu Maseeh Hume Prarthna karna Sikhlata haiElder Uceda hum sadasyon ko protsahan karta hai ki dil se prarthna karo, mahatavpurn cheezon ko karne se pahele prarthna karo, ye dyaan mein ki prarthna ek pavitra mauka hai. J. Devn CornishKya Main Kafi Achcha Kar Raha Hoon? Kya Main Yaha Kar Dega?Elder Cornish ne samjhaya ki jib tak hum aagyaaoun ka palan aur paschataap karne ki kosish kartey rahatein hain, aur Maseeh par nirbhar hotein hain, hum laayak rahenge waapis Parmeshwar ke paas jane mein. Neil L. AndersenParmeshwar ki Ek GawahiElder Andersen sikhlatein hin ki hume dusron ke saath susamachaar ko baatna chaiye Parmeshwar ki gawahion ko sabhi samay aur sabhi athaanon par. Shaniwaar Shaam ki Sabha Shaniwaar Shaam ki Sabha Henry B. EyringGirjaghar Afsaron ka SamarthanPradhaan Eyring Maha Adhikaariyon aur Maha Afsaron ke mat smarthan ke naamon ko pesh karenge. Quentin L. CookIshu ki Gawahi mein BahadurElder Cook sikhlata hai ki hamein Ishu Maseeh ke apne gawahi mein bahadur hone ke liye, zaroori hai un thokaro ko nazarandaaz karna jo hamari pragati rokte hai. Gary E. StevensonKitaab ki Or Dekho, Prabhu ki or DekhoElder Stevenson samjhata hai kaise Mormon Dharamshaastra hamare dharm ka key stone(mul tatva) hai aur kaise sadasye use padhne se uski gawahi praapt kar sakte hai. D. Todd Christofferson“Mere Prem ko Swikaaroge”Elder Christofferson samjhata hai ki Parmeshwar ka prem anant hai magar Unke aur mahaan ashirvaadein aagyaakarita se judi hai. W. Mark BassettHumare Dhaarmik Badhanti aur Shikshan ke LiyeElder Bassett sikhlaatein hain ki kis tarah se shaanti, vishwaas, aur laayak rahane se humare dhaarmik gyaan badh sakta hai. Kazuhiko YamashitaMaseeh mein Abhilaasha RakhoElder Yamashita hume vishwaaskaari rup se sewa karne aur bina shikayath aur khusi khusi jhelne se “Maseeh me abhilaasa” hone ka purothsahan karte hain. Dallin H. OaksPunahsthaapit Susamachaar ka PrachaarElder Oaks sikhlata hai ki susamachaar prachaar karna ek khush saobhaagye hai aur sujhaao deta hai sadasyon ko is zimmedaari se achchi tarah nipatne ke liye. Purohiti Sabha Purohiti Sabha Jeffrey R. HollandGirjaghar ke DutElder Holland purohiti netaaon ko yaad dilata hai logon aur parivaaron ki dekhrekh karne ke avashyakta ko gharelu shikshan ke dwara. LeGrand R. Curtis JrPustak Me Taqat HaiElder Curtis sikhlata hai ki kaise Mormon Dharamshaastra ki ek gawahi ke liye hamare jeevan ko ashirvaad karega aur humko Maseeh ki kareeb par le jaaye. Dieter F. UchtdorfAlma aur Amulek se SikhoPradhaan Uchtdorf ne purohiti rakhne waalon se pucha weh Alma se kya sikhtein hain Amulek ko dhoondhne mein, aur kya weh Amulek ki tarah banne hai apne chelatav mein. Henry B. EyringTaki Woh Bhi Taqatwar Ban SakePradhaan Eyring Melchizedek Purohiti rakhne waalon ko dusron ki madad karne ke liye badhawa detey hai, khaaskar Aaronic Purohiti rakhne waalon ko, anewaale sewa ki taeyari mein. Thomas S. MonsonSiddhaantein aur VaadeinPradhaan Monson un ashirvaadon ki gawahi deta hai jo Gyaan ke Shabd ka paalan karne se aata hai.