2010-2019
Girjaghar Auditing Vibhaag Suchna, 2016
April 2017


1:31

Girjaghar Auditing Vibhaag Suchna, 2016

Ishu Masih ka Girjaghar Antim-dinon ke Santon ka ke Pratham Adhyakshta ke liye

Priye Bhaaiyon: Jaise praktikaran dwara nirdeshit kiya gaya hai Doctrine aur Covenants ke bhaag 120 mein, Daswa Hissa ka Batware ka Parishad—jismein Pratham Adhyakshta, Barah Devduton ke Parishad, aur Bishopric ki Adhyakshta shaamil hai—Girjaghar ka dhan ke kharch ka adhikaar deta hai. Girjaghar vibhaag dhan ka kharch swikriti di hui budgets, nitiyon aur kaaryevidhiyon ke anusaar se hota hai.

Girjaghar Auditing Vibhaag, pramaan patr peshewar jo shaamil hai aur Girjaghar ke anye vibhaagon par swatantra hai, ke paas zimmedaari hai audit karne ka us iraadapar jo jaankaari gyaanwaan dein sake praapt yogdaan par, kiye gaye kharch, aur Girjaghar sampatiyon ke suraksha par.

Audit ki sambhalne se, Girjaghar Auditing Vibhaag ka yeh vichaar hai ki, sabhi saamaan ko lekar, praapt hue yogdaan, kiye gaye kharch, aur Girjaghar ke sampatiyaan 2016 varsh ke darj aur istemaal kiye gaye hai niyamit Girjaghar bajaton, nitiyon, aur kaaryevidhiyon ke anusaar kiya gaya hai. Girjaghar apne sadasyon ko sikhlaaye gaye riwaaj par chalta hai bajat mein ji kar, karza se bach kar, aur zaroorat ke samay ke liye bachat kare.

Samaanpurwak pesh kiya gaya,

Girjaghar Auditing Vibhaag

Kevin R. Jergensen

Prabandh Nirdeshak