Bhedbhaao ke Bajaaye Dusron se Prem Karna Aur Saath Jeena
Maseeh ke chelon ki tarah humein dusron ke saath shaanti se jiwan ko bitana chahiye jo humare mulye ko nahi baatein ya un shikshanon ko nahi swikaartein jis par wah hai.
I.
Uske maranshil dekhrekh ke antim dinon mein, Ishu ne Apne Chelon ko wah diye jise Wah “ek naya aagya” batlaya (John 13:34). Teen baar doharaya, wah aagya saral tha parantu mushkil: “Jaesa maine tumse prem rakha, waisa hi tum bhi ek dusre se prem rakho” (John 15:12; verse 17). bhi ). Ek dusre se prem karne ka shikshan Uddhaarkarata ke dekhrekh ka mukhye shikshan hai. Dusra mahaan aagya tha “tu apne padosi se apne samaan prem rakh” (Matthew 22:39). Ishu ne yah bhi sikhlaya, “Apne virodhiyon se prem rakh” (Matthew 5:44). Parantu dusron se prem ko rakh jaesa Usne apne bhedh ke saath rakha tha ka aagya Uske chelon ko tha- aur humare liye- ek chunaoti ko mahaan tha. “Sahi mein,” Pradhaan Thomas S. Monson ne hume pichle April mein sikhlaya tha, “vaastav mein, prem susamachaar ka mulvastu hai, aur Ishu Maseeh hamare Uddhaaran hai. Unka jiwan prem ka viraasat tha.”1
Kyo itna mushkil hai Ishu ki tarah dusron se prem karna? Yah mushkil hai kyunki hume un logon ke beech rehtein hain ji humare vishwaas aur mulye sur vaadon ke cheezon ko nahi jaantein hain. Uska sabhi ke liye mahaan prarthna mein, Uska suli chadhane se pehle, Ishu ne apne chelon ke liye prarthna kiya: “Mine tera vachan unhein pahucha diya hai; aur sansaar ne unse bayer kiya, kyunki jaesa main sansaar ka nahi, waise weh bhi sansaar ke nahi” (John 17:14). Phir, Pita se Usne guzaarish kiya, “Main yah vinti nahi karta ki tu unhein jagat se utah le ; parantu yah ki tu unhein sab dusht se bachaaye” (verse 15).
Hume duniya mein rehna hai parantu duniya ka ban ke nahi. Hume duniya mein rehna hai kyunki, jayesa Ishu ne ek kahani mein batlaya hai, Uska raagye “khameer ki tarah” hai, jo is ka kaarye hai ki duniya ko apne prabhaao se aage badhaaye (dekhiye Luke 13:21; Matthew 13:33; 1 Corinthians 5:6–8) bhi dekhiye). Uske chelen wah nahi kar saktein agar weh sirf unke saath rahenge jo unke vishwaasi aur karye ko kartein hain. Yadi tum mujhse prem rakhtey ho, tu meri aagyaoun ko maanoge ( dekhiye John 14:15).
II.
Susamachaar mein kai shikshan hai vaadon ko rakhne ka jabki dusre vishwaas aur kaaryon ke logon ke saath ka. Jhagde ka shikshan bahut mukhye hai. Jab punaharjiwit Ishu ne Nephites ko baptisma ke karye ke liye jhagadtey hue dekha, Usne saaf taur se batlaya ki kis tarah se yah dharamvidhi hoga. Phir Usne apne mahaan siddhaanton ko sikhlaya:
“Aur jis prakaar tum mein bhedbhaao hota raha hai waisa nahi hona chahiye aur mere siddhaant par ab tak jayesa tarikah diya jata hai, wah bhi nahi hona chahiye.
“Kyunki main tumse sach-sach kehta hoon ki, jo koi waadviwaad ka bhaaona rakhta hai wah mera nahi, parantu us shaitaan ka hai jo ki kalah ka janamdata hai aur wah logon ke hridyon ko ek dusre se ladne ke liye bhadkaata hai.
“Sunno, ya … mera siddhaant, hai ayesa baaton ko dur karna” (3 Nephi 11:28–30;zor diya gaya).
Uddhaarkarta ne bhedbhaao ke khilaaf Apne chunaaotiyon ka anth nahi kiya tha unke liye jo baptisma ke aagya ka palan nahi kartey the. Wah kisi ke saath bhedbhaao nahi rakhta tha. Woh bhi jo aagyaoun ka paalan kartein hain weh logon ke hridyon ko ek dusre se ladne ke liye bhadkaata hai. “Kalah ka janamdata hai” shaitaan ka hai; Uddhaarkarta Shaanti ka Raajkumaar hai.
Usi tarah, Bible sihklata hai ki “bhudhimaan log krodh ko dhandh kartein hain” (Proverbs 29:8). Pehle ke Devduton ne sikhlaya tha ki “un cheezon ke piche chalo [jo] shaanti deta hai” (Romans 14:19) aur “prem se sachchaai [batlaao]” (Ephesians 4:15), “kyunki mahushye ka krdh Parmeshwar ki dharam ka nirwaah nahi kar sakta” (James 1:20). Naye revelation mein Prabhu ne aagya diya ki punaharsthpit susamachaar ke khushi ke vaani ko batlana chahiye “sabhi aadmi ko anpe padosi ke sang, daya aur vinamarta ke saath” (D&C 38:41), “namrata ke saath, … virodhi ke saath jhagda nahi karke” (D&C 19:30).
III.
Jaesa hum daya dikhlaatein aur bhedbhaao nahi rakhtey, hume humare sachchaai jo hum jaantein hain ko bhulana ya kam nahi karna chahiye. Hume apne sthaan ya humare mulye ko nahi bhoolna chahiye. Ishu Maseeh ke susamachaar aur vaadein jo humne banaye hain humein anant ke sachchaai aur jhut ke beech ke chunaotiyon ke kaarye ko jaane mein madad karta hai. Us chunaoti mein koi na aacha na bura nahi hota.
Uddhaarkarta ne rasta dikhlaya jab Uske virodhiyon ne Use us mahila ke saamne laya jo “vyebhichaar kartey pakdi gayi thi” (John 8:4). Weh apne khudh ke chal se sharminda the, weh dosh lagane waale chale gaye aur Ishu ko us mahila ke saath akela chodh diya. Usne uske saath daya dikhlaya naaki us samay use kuch kaha. Parantu Usne usko “aur phir paap na kar” (John 8:11). Dayaluta se prem ki zaroorat hai, parantu Maseeh ke piche chalne waala-Swami ki tarah- humesha sachchaai mein rahega.
IV.
Uddhaarkarta ki tarah, Uske chelein paap ke vyeohaar se kabhi kabhi samna karega, aur aaj ga jab weh sahi aur galat ka bachaao karenge jaesa weh jaantein hain unhein kabhikabhi “paspaati” ya “kattar” bhi kaha jata hai. Kai duniya bhar ke mulye aur karye mein Antim-din Santon ko ayese chunatiyon ko jhelene padenge. In mein aaj bahut zyaada muhye hai ek-hi-ling ka shaadi ko karna United States ke kai states aur jilaaoun mein aur Canada aur kai duniya ke dusre deshon mein bhi. Hum mein kuch hain jo shaadi mein vishwaas hi nahi kartey. Kuch bachchon ko nahi payeda karna chahatey. Kuch ashleel chitra ya khatarnaak nashile pardaath par pabandhi nahi chahatey. Dusra uddhaaran hai- kai vishwaasiyon ko pata hai-ki vishwaas na karne waale pati ya parivaar ke sadasye ya vishwaas na karne waale karam chaariyon ke saath jine ka chunaoti.
Samarpit sthaanon par, jaese mandiron, bhakti karne waale gharon, aur humare gharon mein, humein sachchaai aur aagyaoun ko saaf aur sahi tarike se batlana chahiye jaesa hum punaharsthapit susamachar mein paaye hue mukti ki yogna mein sikhtein hain. Hume wah karna chunaao mein boli mein aur jaati mein kaahooni taur se sahi hai, aur un deshon mein bhi jaha niji taur se izzat kiya jaata hai kaanooni dhang se.
Janta mein, jo jaati ke log kahate aur kartey hai mein dusri mahatav rahata hai. Jaati ke muft ka istmaal kai janta ke kaaryon mein hota hai, parantu wah un zaroori cheezon par laago hota hai dusron ko vishwaas aur karyon ko karne mein. Kanoon chaalchalan par pabandhi laga sakta hai jo galat ya achcha na ho, jaese yaon upyug, maar-dhaar, ya aatangwaadi chaalchalan ke, chahe jaati ke naam par ugrahwaadi dwara ho. Kam khatre ki chaalchalan, chahe kuch vishwaasiyon pasand na kare, saralta se ant tak khatam hona chahiye agar Mormon ki Dharamshaastra ke bhavishyevakta dwara kanooni kiya gaya ho kahate hue “janta ki awaaz” (Mosiah 29:26).
Janta ke bhaashanon mein, hum sab ko susamachaar ke shikshanon par chalna dena chahiye apne padosi se prem karo aur bhedbhaao se bachne par. Maseeh ke chelein namarata ke uddhaaran rahate hain. Hume sabhi logon ko prem karna, achcha sunne wala hona, aur unke sachche vishwaas par chinta karne waala hona chahiye. Bhale hi hum sahemat na ho, hume jhagdaalo nai hona chahiye. Humare khatrili shirshak mein humare padavi aur vaartalaabh mein bhedbhaao nahi karna chahiye.Hume humare padviyon ko samjhaane aur khojne mein aur dusron par bhrabhaao dene ke liye imaandaar rehna chahiye.Yah karne se, hum chahtein hain ki dusre humare jaati ke sachche vishwaas aur humare jaati ke muft ke kaarye se apasand na ho jaye. Hum chahata hoon ki hum sabhi Uddhaarkarta ke zaroori Niyam par chalein: “Is kaaran jo kuch tum chahate ho ki manushye tumhare saath karein, tum bhi unke saath ayesa hi karo” (Matthew 7:12).
Jab humare sthar gir jaatein hain, hume bure parinaamon ko izzat se swikaar karna chahiye aur humare virodhiyon ke saath izzat se pesh aana chahiye. Bhale hi kuch ho, hume sabhi ke sang achcha vyawaahaar karna chahiye, kisi bhi tarah ke bhedbhaao ko chod kar, jaati ke bhedbhaao, paramparaon, jaati ke vishwaas ya avishwaasiyon, aur dusre yaon anustithi mein.
V.
Maine maha siddhaanton par baatein kiya hai. Ab main us par baatein karunga jaha un siddhaanton ko Uddhaarkarta ke shikshanon mein vishwaasi hokar kai jaanemaane cheezon mein istamaal kiya jata hai.
Main shuruwaat apne jawan bachchon ke sikhe hue khelon mein se karta hoon. Yah par Utah mein kai baar jo Mormon nahi hai ko humare kuch sadasyon dwara apasand aur alag kiya jata hai jo apne bachchon ko dusre jaati ke bachchon ke saath nahi rehne detein hain. Sahi mein hum apne bachchon ko bartaao ke mulye aur sthar ko sikhaya jata hai bina hi unse dur jaye ya dusron ko izzat na de kar.
Kai girjaghar aur skool ke shikshakein kuch yuva, LDS yuva bhi, ke ek dusre ke sang ke vyahaar ko dekh kar dukhi hotein hain.Ek dusre se prem karne ka aagya mein dusre jaatiyon ke beech prem aur izzat shaamil hai aur dusre jaatiyon, paraampara, aur laabhdaayak pad bhi hai. Hum sabhi yuva ko chunaoti dartein hai ki badmaashi, anaadar, ya bhaasha aur kaaryon mat karo taaki jo dusron ko dukh detein hain. Yah sabhi Uddhaarkarta ke aagya ek dusre se prem karne ko rukhtein hain.
Uddhaarkarta ne sikhlaya ki bhedbhaao virodhi ka aozaar hai. Yah kuch raajnitik abhi ke bhaasha aur kaaryeon ke khilaaf sikhlata hai. Un niti aur logon ke saath karna jo tumhare vishwaas se alag hai raajniti mein mein zaroori hai, parantu dusre nitiyon ke karan vyaktigat jhagde shaamil nahi hona chahiye jo sarkaar ke khilaaf ho aur hissedaar ko saja nahi de. Hum sab ko nafrat bhare vaartalaabh ko chod dena chahiye aur dusron ke sujhaao ko izzat se maanee.
Sabse zaroori bhedbhaao chodna aur humare gharon aur parivaarik netadaari mein dusron ke liye izzat ko karna. Bhedbhaao avashyak hai- kuch bhedbhaao chote aur kuch bade honge. Zaroori bhedbhaao mein, samjho ki parivaar ka ek sadasye dusre ke sath bina shaadi ke yaon sambandh rakh raha hai. Wah do zaroori mulye ko ladaai mein daalta hai-humara prem parivaar ke sadasye ke liye aur hume aagya ko nabhaane ke liye. Uddhaarkarta ke uddhaaran se, hum prem se dayaluta ko dikhla saktein hain aur sachchaai mein sthir raha saktein hain wah karne se jo hum dekhtey aur jaantey hai ki galat hai
Main ek parivaar ke rishtedaari ke uddhaaran se khatam karta hoon. Lagbhag 10 saal pehle Midwest ke ek state sammelan mein, main ek bahan se mila jisne mujhe apne gaer sadasye pati ko uske saath 12 saalon se girjaghar aatey hue ke bare mein batlaya magar Girjaghar ke sadasye nahi bana tha. Main kya kar sakti hoon? usne pucha. Maine use salaaha diya ki sabhi achchie cheezon ko kaartey raho aur apne pati ke saath shaanti aur dayaluta se raho.
Lagbhag ek mahine baad usne likha: “Achcha, main sochti hoon ki 12 saalon tak pata chala ki main kitni shaant thi, parantu mujhe nahi pata hai ki kya main usko lekar bahut shaant thi. To, maine ek mahine se zyaada bahut hi katin tarike ko kiya, aur unhone baptisma liya.
Dayaluta shaktishaali hai, khaaskar parivaar ko banana mein. Uske patra mein aage, “main ab zyaada dayalupan ko karne ki koshish kar rahi hoon kyunki hum is saal mandir mein badhna chahatein hain!”
Che saal baad usne mujhe dusri patra likhi: “Mere pati ko [abhi] bishop ki niyukti mili hai aur [humare ward ka] ashirwaad prapt hui. ”2
VI.
Jiwan ke kai rishtedari aur kaaryon mein, hume zaroori hai ki hum bedbhaao ke logon ke saath rahe. Jaha mukhye hai, in ke humari oar se bhedbhaao nahi hona chahiye ya bhol jana chahiye, parantu Maseeh ke chelon ki tarah humein dusron ke saath shaanti se jiwan ko bitana chahiye jo humare mulye ko nahi baatein ya un shikshanon ko nahi swikaartein jis par wah hai. Pita Pita ka mukti ki yogna, jo hum bhavishyevata ke praktikaran dwara jaantein hain, ne hume maranshil awastha mein rakhta hai jaha hume Uske aagyaoun ka paalan karna hai. Jismein shaamil hai humare bedbhaao waale padosiyon ke parampara aur vishwaas ko prem karna jaese Usne hume prem kiya hai. Jis tarah Mormon ke bhavishyevakta ne sikhlaya hai, hume zaroor aage badhana chahiye, “Parmeshwar aur sabhi manushyon mein prem rakhtey hue” (2 Nephi 31:20).
Humare ird-gird ke musibaton mein jeena bahut mushkil hai, humare Uddhaarkarta ki aagya ek dusre se prem karne ka jaese Usne hum se kiya hai sabse badi chunaoti hai. Main prarthna karta hoon ki hum ise samjhein aur apne sabhi rishtedaari aur gatividhiyon mein dhoondh kar jiwan bitaen, Ishu Maseeh ke naam se, amen.