Girjaghar Afsaron ka Samarthan
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum Thomas Spencer Monson ko Ishu Maseeh ka Girjaghar Antim-dinon ke Santon ka ke bhavishyevakta, paegambar, aur praktikarta aur Pradhaan ke rup mein samarthan karein; Henry Bennion Eyring ko Pratham Adhyakshta ke Pratham Salaahkaar; aur Dieter Friedrich Uchtdorf ko Pratham Adhyakshta ke Dusre Salaahkaar ke rup mein.
Jo sehmat hai woh prakat karen.
Jo asehmat hai, agar koi, to prakat karen.
Prastaavit kiya jaata hai ki hum Boyd Kenneth Packer ko Barah Devduton ke Parishad ke Pradhaan ke rup mein samarthan karein, aur inhein parishad ke sadasyon ke rup mein: Boyd K. Packer, L. Tom Perry, Russell M. Nelson, Dallin H. Oaks, M. Russell Ballard, Richard G. Scott, Robert D. Hales, Jeffrey R. Holland, David A. Bednar, Quentin L. Cook, D. Todd Christofferson, aur Neil L. Andersen.
Jo sehmat hai, kripya prakat karein.
Jo asehmat, usi tarah dikhlaaye.
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum Pratham Adhyakshta ke Salaahkaaron aur Barah Devduton ko bhavishyevaktaaon, paegambaron, aur praktikartaaon ke rup mein samarthan karein.
Jo asehmat hai, agar koi, usi tarah se prakat karein.
Jo asehmat hai, agar koi, usi tarah se prakat karein.
Yeh bhi prastavit kiya gaya hai ki hum Elders Carlos H. Amado aur William R. Walker jo Sattaron ke Pehle Parishad ke sadasyata hai ko mukt karte hai aur unke mahaan sewa ke liye dhanyewaad detein hai aur unhein sammaaniye Maha Adhikaariyaan niyukt karein.
Jo hamare saath unke bakti bhar sewa ke liye abhaar ko abhivyakt karne ki ichcha rakhte hai, kripya prakat karen.
Elder Arayik V. Minasyan aur Gvido Senkans ko Chetriye Sattaron se mukt kiya gaya hai. Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum unhein unke mahaan sewa ke liye dhanyewaad ke math ko dein.
Jo sehmat, usi tarah dikhlaaye.
Yeh prastaavit kiya gaya hai ki hum anye Maha Adhikaariyon, Chetriye Sattaron, aur maha sahayak adhyakshataon ka samarthan karen jaise vartamaan samay woh niyukt hai.
Jo sab semat karein, kripya prakat karein.
Koi asehmat hai to prakaat karein.
Dhanyewaad, bhaaiyon aur bahanon, humare liye tumhare vishwaas aur prarthna ke liye.